Blog Kya Hai? Blogger Kya Hai? Blogging Kya Hai? Full Gudie in Hind by Rajan IAS@


Blog Kya Hai? Blogger Kya Hai? Blogging Kya Hai? Full Gudie in Hindi लेखक: जुमेदीन खानश्रेणी: ब्लॉगिंगपढ़ने का समय: 6 मिनट What is a blog? what is blogging? what is a blogger? Ye three question un sabhi users ke liye important hai jinhe pahli bar blogging ke bare me pata chala ho. Kya aapko wo time yaad hai jab aapne first time “Blog” word ke bare me suna tha or us time aapki iske bare me original thoughts kya thi or aapka respond kya tha? Chaliye jante hai iske bare me kuch jaruri bate. What is a Blog, Blogger and Blogging? I know, abhi aap blog se familier ho or blog, blogger and blogging ke bare me sabkuch jante ho. But ek din tha jab aapko iske bare me bilkul bhi information nahi thi. I mean sabhi ki tarah aapke liye bhi ye alien word raha hoga or dheere dheere aa piske bare me sabkuch jan gaye.But aaj bhi bahut sare peoples blog ke bare me kuch bhi nahi jante or unke pas iske bare me koi idea nahi hota. Jis tarah se aap abhi blog, blogger or blogging ke bare me jante ho wo bhi isi tarah ise janna chahate hai.Blogging Kya Hai? Blog Kya Hai or Blogger Kya Hai in Hindi Yaha par main aapko in 3 question ke bare me details se btaunga. I sure is post ko padhne ke bad aapko blog, blogger or blogging ke bare me sabkuch samajh aa jayega. Agar aap google me “what is blog” keyword search karoge to aapko lagbhag 2 to 3 million results milenge or sabhi me blog ka different definition kiya gaya hai. But main yaha aapko iske bare me simple paribhasha bta raha hu. A blog word originally “weblog” ya “web log” word seliya gaya hai. Aap ise online journal or diary write karna kah sakte hai. Blog ek aesi website or web page hai jis par regular posts update kiye jate hai. Ise ek individual ya ek small group manage karta hai. Ye blog in logo ki informal or conversational par likha hota hai. In simple language, blog par likhne wale ko blogger or uske work ko blogging kahte hai. Ek or bhasha me blog par blogger ke dwara new material add karna hi iski original paribhasha hai. Blog website ka ek part ya type hai jis par posts or entries ko ek karm me rakha jata hai. Ek journalist ki tarah blogger blog par bahut sari information likh sakta hai. Iske liye wo apna koi field bhi choose kar sakta hai. I mean mostly blogger kisi ek topic par writing karte hai.t Bilkul journal or diary ki tarah blog ke home page par recent update show ki jati hai. Blog par responsive dene ke liye commenting area enable hota hai. Blog par pervious post or archive ki history add hoti hai. Mostly blog kisi ek ya bahut kam authors ke dwara manage kiya jata hai. Pahle single users admin wale blog jyada hote the but ab blogging me multiple features ne jagah le li hai or ek blog par hi bahtu sare writers work karte hai. Iske liye blog ka main admin unhe writing ke liye pay bhi karta hai. Like guest posting iska sabse bada example hai. Blog par content ka aesa collection hota hai jo media, audio, video and other source se le kar logo ke liye ek alag se community bana kar publish kiya jata hai.

Comments

  1. Raju bhai Rajan IAS@ the best thing about it is that

    ReplyDelete
  2. thanx for sharing click here for josaa counselling 2020

    ReplyDelete
  3. Hey Your Post is Amazing..Thankyou So Much for Writing this Post..

    Read Here more About Blogging in Hindi

    Thanks Again Dude.;

    ReplyDelete

Post a Comment

Popular posts from this blog

Raju bhai Rajan IAS

12th Result 2019 | The Uttar Pradesh Madhyamik Shiksha Parishad or the UPMSP declared the Class 12 result 2019 or the Inter result. The UP Board 12th result 2019 released by the Uttar Pradesh Board on its official website of UPMSP at upmsp.edu.in. All the UP Board Inter students who taken the class 12 examination this year can check their UP Board 12th Result 2019 on the official website at upresults.nic.in and examresults.net.

Raju bhai kon hai